Monday, August 27, 2012

Qabza teri perchaien kaa

Qabza teri perchaien kaa! beenai per, idraak per

perou'n ki jumbish khaaq per, or aahatain aflaq per

gerdy safar tarou'n ki zo, marqab muraky tez ro

saais Jibreely Amee'n, ya Rahmatallil Alameen

Personality is

'Personality is

who we are and what we do when everybody is watching.

Character is-

who we are and what we do when NOBODY is watching...!'

woh darwazy par dastaK kis ki hai

zara dekho..! woh darwazy par dastaK kis ki hai..?

agar ho Ishq to Kehna, yahan koi "DiL" nahi rehta.

* CANCER KA ILAJ *


Is msg ko zaroor phaila dain ta k zaroorat mand tak ponch jay or humain ajr e azeem milay

ALLAH na karay agar kisi ko cancer ho chahay last stage ka ho agar ALLAH ne zindgi rakhi ha to 40 din me zaroor mukamal shifa yab hoga.

AWAL AKHIR 11 BAR DAROOD E IBRAHIMI OR DARMIYAN MAIN 1 BAR SOORAH MARIAM parh k pani pe dum karain wohe pani pura din pilayain.

40din tak 1 bhi nagha na ho.

hum dono kuch arsay tak sath

Boy to Gir�: hum dono kuch arsay tak sath reh lety hain,agar mizaaj miley to shadi kar lain, agar koi ghalti hue to alag ho jayen gay..
GIRL: Ghalti kis k pas rahy ge :) :P

Saturday, August 18, 2012

Eid Muabarik


Eid-ul-fitar celebrations begins

Eid-ul-fitar celebrations begins
with the sighting of the new moon…
but my Eid begins with u…
Looking forward
To celebrate Eid with u!
E I D M U B R A K !

And with him are the keys

And with him are the keys of invisible
None but he know them.
And he know what is in the land and the sea
Having u as my friend�.
Means I have the key to
Joy and Happiness!
Eid Mubarak

I always wish you

I always wish you
Happy Days
And the hope that
you �?ll have many
But still i would like this
Special Day
To be your best of any!..
Eid Mubarak

Wish you a very happy Eid

On the holy occasion OF EID
Here is wishing that
May the blessing of Allah
Light up your way
And lead u to eternal
Happiness,
Success
and
Peace.
Wish you a very happy Eid..

Ay Eid k Chand

Ay Eid k Chand !
kiun krta hay Tu Hum ko Pareshan,
. Tujhay Dekhnay k Liay Bechen
Hen Hum a�r Mufti Muneb ur Rehman .
Tujhay Dekh Nhi Patay Poray Pakstan k Insan,
. Mgr kahan Say Dhond Letay Hen Tujhay Sarhad K Kuch Pathan .
�mari� hay Tmana Is bar na Trpana, .
Poray Pakstan Men hum ko ik Sath Nzr Ana

Agar Kabhi Meri Yaad Aaye

Agar Kabhi Meri Yaad Aaye
To Chaand Raaton Ki
Dilgeer Roshni Main
Kisi Sitaray Ko Dekh Laina
Agar Woh Nakhal Falak Say Urh Kar
Tumharay Kadmoon
Aagiray To Yeh Jaan Laina
Woh Istiaara Tha Meray Dil
Kaa
Agar Naa Aaye?
Magar Yeh Mumkin Hi Kis
Tarha Hai Kay Tum Kisi
Par Nigah Daloo
Too Us Ki Deewaar e Jaan
Naa Tootay
Woh Apni Hasti Naa Bhool Jaye
Agar kabhi Meri Yaad Aaye
Garaiz Karti Hui Hawaoon
Ki Lehroon Pay Haath Rakhna
Main Khushbuoon Main
Tumhain Miloon Gaa
Mujhay Gulaab Ki Patioon
Main Talaash Karna
Main Aous Qatra Kay Aainay Main Tumhain Miloon Gaa
Agar Sitaaroon Main, Aous
Khushbhuoon Main
Naa Paoo Mujh Koo
To Apnay Kadmoon Main
Dekh Laina
Main Gird Hoti Musafitoon
Main Tumhain Miloon Gaa
kahin Pay Roshan Chiraagh
Dekh Loo To Jaan Laina
Kay Har Patangay Kay
Saath Main Bhi Sulag Chuka Hoon
Tum Apnay Haatoon Say In
Patangoon Ki Khaak Darya Main Daal Daina
Main Khaak Ban Kar
Sumandar Main Safar Karoon Gaa
]Kisi Naa Dekhay Huay
Jazeeray Par Ruk Kay
Tumhain Sadain Doon Gaa
Sumandaroon Kay Safar
Pay Nikloo
Too Is Jazeeray Pay Kabhi Utarna
Agar Kabhi Meri Yaad Aaye

Me hon tera kheal hai aur chand raat hai

Me hon tera kheal hai aur chand raat hai
Dil dard se nidhal hai aur chand raat hai

Ankhon me chob gaen teri yadon ki kirchiyan
Kandhon pe gham ki shal hai aur chand raat hai

Dil toor k khamosh nizaron ka kia mila?
Shabnam ka ye sawal hai aur chand raat hai

Phir titliayan si orane lagen dashat khawab me
Phir khawaish-e-wasal hai aur chand raat hai

Campas ki nehar par hai tera hath hath me
Mosam bhi lazawal hai aur chand raat hai

Har ikk kali ne orah lia matami libas
Har phol par malal hai aur chand raat hai

Meri to por por me khoshbo si bus gai
Us par tera kheal hai aur chand raat hai

Chalka sa parh raha hai WASI wehshaton ka rang
Har cheez pe zawal hai aur chand raat hai

A chand souno, Kuch bat karo

A chand souno, Kuch bat karo
Teri baat chalay � Meri raat katy�
Tum baat karoo us basti ki,
Badal, Barish aur Masti ki�
Yah baat karo us bandhan ki,
Payal, Choori aur Kangan ki�
Yah baat karoo un sapno ki,
Jihe tum b socha karty ho�
A chand souno, Kuch baat karo
Teri baat chalay� Meri raat katy�

Dekhiyeh chand raat aai hai

Dekhiyeh chand raat aai hai
sath khushian hazar laee hai
tum chaley aao aik lamhey ko
ham bhi manain ke eid aae hai
chaand bhia ya chand lamhon ko
jaisey tum ney jhalak dikhai hai
ham ne qismat ajeeb paee hai
Eid ka din hai aur judai hai
keh rahe hai hawa mujhy � !
us ne mehndi abhi lagaii hai